बिखर कर भी हम ,
हर रोज़ सँवर जाते हैं,
करम है सांचे की ,
जो जोड़ने में मुझे, टूटता नहीं .
Monday, June 28, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
मै रजनी मल्होत्रा विवाह के बाद नैय्यर झारखण्ड के बोकारो थर्मल से. मैंने अपनी कलम से कुछ शेर शायरी भी रचे हैं जिनमे हास्य, शेर शायरी भी शामिल हैं ...ये ब्लॉग मेरे द्वारा रचित शेर शायरी से सम्बन्धित है ,मेरे आशा को एक मुकाम मिल जायेगा ,यदि आपसबका स्नेह मिलता रहा.....
Bahut sundar!
ReplyDeleteआपकी यह रचना भी शानदार है।
ReplyDeletekshma ji aapko hardik naman .........
ReplyDeleterajkumar ji hardik naman aapko bhi sneh pati rahun
ReplyDeletebahut hi badhiyaa
ReplyDeletema'm hardik namn aapko.
ReplyDeleteHUm wo chiraag bane 'RK' , k dil me roshni bharte hain,
ReplyDeleteHar dil aabad rahe 'rk' , Bas dil se yehi dua karte hain| RK
Mai aur meri Tanhaayi Jab bhi Mujhe gher leti Hai,
ReplyDeleteMai Un gurje meethe Lamho Ko Yaad kar Dil ko Saja dete hun|RK
Bahut Khub Rajni ji;
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi,
Wo Nigaah-e-Shoq se Door ho, Rag-e-Jaan se laakh Kareen Sahi||
----
HUm wo hai Jo chiraag ban k dil me roshni karte hain,
Har dil aabad rahe Bas dil se yehi dua karte hain||...RK
-----
Wafa ki laaj hum wafa se nibhaayenge ,
Chaahaton k deep hum ankhon se jalaayenge||
Jab kabhi gujroge tum dushwaar raaston se,
Ham phool bankar teri raahon me bikhar jaayenge||..Rk
Uski be-panah mohabbat bhari nigaahon me kya kya nahi dekha 'rk' maine;
ReplyDeleteUske har ishaare me mujhe Ibaadat-e-mohabbat ka rang nazar aata raha||..RK
Good Morning
ReplyDeleteHUm wo chiraag bane 'RK' , k dil me roshni bharte hain,
Har dil aabad rahe 'rk' , Bas dil se yehi dua karte hain| RK